Congress manifesto(Ghoshna patra) in Hindi
CONGRESS KA NYAY PATRA
Congress party ke leader Rahul gandhi ji ne apna Nyay patra logo ko dikha diya hai jisse saaf pata chalta hai ki vo is baar bahot hi gambheerta se desh ko chalane wale hai aur isme koi shak nhi hai ki vo jitne bhi waade kar rahe hai sab karke dikhayenge. Neeche hamne aapke liye unke Nyay patra ke sare kamo ke heading likh diye hai agar vo is baar satta me aate hai to vo apne wade ke mutabit sare topics pe kaam karne wale hain. Har ek topic ko short detail me jante hai joki hamare liye bahot hi important hai. aur please aap logo se request hai ki ye post aage bhi bheje jisse logo ko apne chune hue neta ke kaamo ke bare me pata ho.
Table of Contents
Introduction
Introduction
Congress hamare desh ki vo rajneetik party hai jisne lambe samaye tak raj gaddi sambhhali hai. par pichhle 2 voto me congress har gai jisse unko 10 saal satta se hatna pada.par ek bar fir congress ke leader Rahul gandhi ji joro shoro se congress party ko wapas khada karne wale hai jiska unhone bahot hi achchha menifesto banaya hai aap saare waado ko dhyan se padhhe aage ke liye kaam aayenge.
I. Equity
Equity ka matlab hai hissedari hamare desh me alag alag jaati ke log rahte hai par unhe ek najar se nhi dekha jata usi ka samadhan Rahul gandhi ji ne nikala hai.
Social Justice
Congress manifesto(Ghoshna patra) in Hindi |
Social Justice
jo bhi log SC, ST and OBC communities se belong karte hai vo aajbhi kahina kahi bahot peeche hai
unhone bataya ki 70 % india ki population pichhde dal ke log hai aur unhe aajbhi hamare samajh me koi jagah nhi milta unke liye unhone kaha unhe unke mutabik kaam aur unke arakshad ko badhaya jayega jisse unhe jada suvidhaye mil sake.baki agar aap detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.
Religious and Linguistic Minorities:
Rahul Gandhi Ji ne bataya ki alag alag dharm ke logo ke wajah se hi hamara india duniya bharme mashoor hai.aue sabhi ko ek saman hak hai jaisahi hamare desh me aaye din vivad hota rahta hai dharmo ko lekar to ispar bhi unhone kaha hai hamare saividhhan ke mutabik ham sab ek hai aur sabhi ko is desh me saman hak aur milkar rahna chahiye.baki agar aap detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.Religious and Linguistic Minorities:
Congress manifesto(Ghoshna patra) in Hindi |
Senior Citizens, Persons with Disabilities, and LGBTQIA+Health
Congress manifesto(Ghoshna patra) in Hindi |
II. Youth
congress sarkar ne banaya Youth help ke liye Yuva Nyay programme jime jobhi hamare yuva jobless hai padhai poori gai hai fir bhi unke liye koi job nhi hai market me iske upar poora dhyan diya jayega jisse vo ek achchhi jindagi nikal sake.
Jobs:
Congress sarkar wada kar rahi hai ki har yuva ko Apprenticeship diya jayega jisne bhi Diploma ya fir graduation kiya hai Apprenticeship act ke tahat . 1 saal ka Apprenticeship un sabhi yuva ko milega jinki umar 25 ya fir usse neeche hai. aap soach rahe honge Apprenticeship hota kya hai ham aapko bata de Apprenticeship me jobhi yuva ko paise milenge unki skill yani gudwatta ko badhaya jayega unhe full time job dilaya jayega.detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.Rahul Ganshi ji ne bataya Education puplic ka adhikar hai joki free hona chaiye aur ham agar satta me aate hai to Right to Education (RTE) Act in 2009 ko update kiya jayega jisme 6 se 14 saalke ke vidyarthiyo ko free education milegi aur vobhi government education ko complulsary kiya jayega.detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.Sports ke mamle me hamara India bahot hi peechhe hai sports pe khaas dhyan diya jayega sports ko government ki taraf se help kiya jayega jisse hamare india ka naam uncha ho.detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.
III. Women
Congress manifesto(Ghoshna patra) in Hindi |
III. Women
Isme hamre Rahul gandhi ji ne bataya ki Inequality of income and opportunity hamare desh ka ek bahot hi ganda sach hai jiseke wajah se hamre Indian families ko bahot taklif uthani padti hai.Unhone bataya ki ye government ki jawabdari hai chahe satta me koi bhi ho unhe har ek indian family ko basic income har mahine dena hi chahiye jisse unka bharan posad ho sake.
Rahul gandhi ji ne ladies ke liye bhi suvidhaye nikali hai jisse unki madad ho sake.Congress sarkar ne Mahalakshmi scheme ko launch karne ka planning kiya hai jisme vo 1 lakh per year har ek indian gareeb parivar ko dene wale hai aur vobhi unconditional cash transfer hoga parivaar ke jobhi sabse bade honge gharme unhi ke account me direct transfer kar diya jayega.
Women’s Empowerment
Congress Leader rahul Gandhi Ji ne bataya ki Womens ko har jagah se haq milega aur ab womens kisise bhi peechhe nhi rahenge unhe desh ke sabhi kamo me hissa lene ki poori aazadi hai.jaise ki unhone bola hai ki 50% central government jobs womens ke liye reserve ki jayegi joki 2025 se start hogi.We will ensure that more women are appointed to high positions such as judges, secretaries to government, high ranking police officers, law officers and directors on the boards of listed companies.detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.
IV. Farmers
Congress manifesto(Ghoshna patra) in Hindi |
IV. Farmers
Aaj ka sabse bada mudda kisan hai joki bechara kadi mehnat ke baad bhi jitna usko munafa milna chaiye vo usta nhi pahch pata.Iske liye bhi Congress sarkar niyam banayegi aur kisano ko madat karegi jisse unki fasle ek achchhi daam me bike.detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.
Fishing and Fishing Communities
Congress Neta Rahul Gandhi Ji ne kaha ki Fishing and Fishing Communities ke liye subsidy di jayegi jisse unka diesel ka problem solve ho jayga. aur jobhi log fishing karte wakt dead ho jate hai unhe dead cerificate 3 mahine ke andar provide ki jayegi aur direct Insurance cover diya jayega jobhi fishing boat fishing ke liye jayegi.detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.Congress manifesto(Ghoshna patra) in Hindi |
Fishing and Fishing Communities
Workers ke liye laws banaye jayenge jisse jobhi workers meal me kaam karte hai ya fir majdoori karte hai daily wages ke hisabse unhe roj kaam mile aur productivity jada ho. industrial and labour laws me gender equality banai jayegi jisme mens and womens ko samang wages mile.detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.
Congress manifesto(Ghoshna patra) in Hindi |
VI. Defending the Constitution
Saving Democracy, Removing Fear, Restoring Freedom
1.We promise you freedom from fear.2. We promise to restore freedom of speech and
expression including full freedom of the media.3. We promise to de-criminalise the offence of defamation and provide, by law, a speedy remedy by way of civil damages.
Reversing the Damage
Detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.
Congress has always believed that self-regulation is the best way to correct the misuse of the media. Congress will amend the Press Council of India Act, 1978 to strengthen the system of self-regulation, protect journalistic freedoms, uphold editorial independence and guard against government interference.Desh ki awaj media ka jis tarha se logo dwara misuse ho raha hai aur media ke upar bhi ab kanoon banega.Detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.BJP dwara jitna bhi constitution ka misuse hua hai pichhle 10 salo me vo sab ham sudhhar karenge jisse Babashaheb ambedkar ke law ko follow kiya jayega savvidhan of india.Aur ek ki baat suni jayegi kiuki BJP ke raaj me logo ka bolne ka haq khatam kiya ja raha hai. Detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.
Anti-Corruption
Pichhle 10 salo me BJP dwara jitna bhi curruption hua hai aur hone wala hai sabki jaach hogi.SBI bank ke ghotale ko wapas investigation kiya jayega .Detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.
Art, Culture and Heritage
ART,Cultures ko Rahul gandhi ji dwara badhhava aur madat milegi jisse isme khoob tarakki ho.Hamare bharat desh ko log hamare art,culture aur hamari sabhyata se jana jata hai vo cheej kabhi khatam nhi honi chaiye. Detail me janna chate hai to neeche diye hue menifesto ko download karle.
Congress manifesto(Ghoshna patra) in Hindi |
To be Continue
Comment for more detail
VII. EconomyKisi bhi desh ke liye uski Economy bahot mahatwa rakhti hai joki hamari Economy pichhle 10 salo me kaha se kaha pahoch gai.Berojgari itni badhh gai hai ki har gharme bachchhe bathe hue hai graduation complete ho gai firbhi job ke liye bhatak rahe hai.Agar Rahul gandhi ji satta me a gaye to hamare liye 30 lakh sarkari naukari ka wada kiya hai unhone jisse hamare naye yuva ko kaam mile aur vo apne pairo pe khade ho sake.
Our Economic Policy
Unemployment – Meeting The Cry For Jobs
Our Economic Policy
Unemployment – Meeting The Cry For Jobs
VIII. Federalism
Fedralism ek system hai jisme government power ko 2 bhaago me baanta jata hai pahla central authority dusra chhote chhote areas jisse asani se poore system ko chalaya ja sake.Centre-State Relations
Rural and Urban Development
North Eastern States
IX. National Security
Defence
Internal Security
Foreign Policy
X. Environment
Environment, Climate Change and Disaster Management
Water Management and Sanitation
An Appeal
0 टिप्पणियाँ
अगर आपको कोई और सवाल का जवाब पूछना है तो हम आपसे निवेदन करते है हमें कमेंट बॉक्स में पूछे हम आपके सवालो क जवाब देने क लिए बहोत उत्सुक होंगे