WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?

Can I eat junk food after my first vaccination dose?

Kisine yebhi sawal kiya hai kya vo junk food kha sakte hai after first vaccination dose,to ham aapko bata de ye jo covid ki vaccine hai bahot hi powerful hoti hai isko leneke  baad bed rest ki salah di jaati hai aur jitna ho sake healthy food,juice,vitamine se bharpur foods khana hota hai.Aise me agar ham junk food khate hai to ho sakta hai ye hamare health pe bad effect kare isliye hame isko avoide karna hoga kam se kam 1 week ke liye.

WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?
JUNK FOOD AFTER VACCINATION



JUNK FOOD KYA HAI ?

Turant banne ya khaya jane wala khana jo ki human body ke liye healthy nhi hota use junk food kahte hai.

WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?
WHAT IS JUNK FOOD


School me junk food par pabandi lagane ke liye sarkar ne kaun kaun se kadam uthaye?

sarkar ne school ke canteen me aise junk food pe banned lagaye hai jise khanese bachcho me motapa,BP ,sugar,diabetes,dental and heart problems hoti hai.Aur jisme unko vitamins ki matra kam hoti hai.Isliye sarkarne school ki canteen me pizza,burger,chinese foods aur jis food me ajinomoto hota hai vo sare khane ke food pe pabandi lagai hai.Ye sab banned karke sarkarne school ki canteen me bhaji ,chapati,dal rice jaise khane ko manyata di hai.

WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?
JUNK FOOD BANNED IN SCHOOL





👉Baccho ko junk food ki oor attract karne me media aur cinema ki kya roll hai ?





Jaisa ki ham bata de aajkal ki life digital ho chuki hai jisme hamare bachche har waqt TV, Cinema,youtube,social media jaisi kai platform par dekhte hai jaha junk food ko bahot hi sajawat ke sath dikhaya jata hai jisse hamare bachche uski oor attract hone lagte hai aur vo hamare mana karne ke baad bhi chhup kar kha lete hai.jisse ham kah sakte hai ki baccho ko junk food ki oor attract karne me media ka 50% roll hota hai aur 50% hamara roll hota hai.Agar ham sahi se apne bachchoki parwaris kare aur unke liye ham khud tasty aur unke pasand ka healthy food banaye to vo kabhi junk food ki oor nhi jayenge.

WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?
KIDS JUNK FOOD ATTRACTION


👉can we eat junk food after surgery?

jaisa ki ham jante hai surgery ek bahot ki critical and painful process hai jise sahna bahot hi complicated hota hai. agar koi surgery ke baad junk food khana chahta hai to aisa na kare kiuki junk food ke bahot sare unhealthy effects aapke body aur organs pe honge jisse aapko aapki life ke upar bahot hi bada nuksan sahna pad sakta hai.Agar aapko junk food khana bahot pasand hai to bhi aap aapke doctor ke hisabse chale kabhi bhi bina doctor ki salah liye koi kadam na uthaye.

WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?
JUNK FOOD AFTER SURGERY


👉Healthy food vs unhealthy food?

WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?

JUNK FOOD HELTH EFFECTS


Healthy food:

Processed low fat and fat free foods: Always try to eat vegetables and processed food which is cooked properly.

Most commercial salad dressings: Always try to eat salad after lunch and dinner or you can eat in your breakfast time.


Unhealthy food:

Chinese food: Always be away from chinese foods because it's creating digestion issue and it has so many unwanted ajinomoto which will give you bad effects on your health.Try to be away from daily eating pizza, burger, chicken, hotel foods.



Can junk food Causes memory and learning issue: 

Yes Junk food can do so due to the presence of a high level of sugar and fat. These macronutrients can potentially suppress the activity of BDNF, a brain peptide associated with learning and memory formation. Fast food is typically high in saturated fats, trans fats, and omega-6 fatty acids. While in smaller doses, some of these fats are beneficial and, in fact, necessary for brain function, an excess can trigger an inflammatory response. The inflammation has links to anxiety and depression from past research


WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?
JUNK FOOD EFFECTS ON MEMORY

Why is junk food bad? 

Daily basis pe junk food khanese pet ki taklif liver me sujan aur khane ka na pachna gas jaisi bahot si bimario ka nirman hone lagta hai.Jo log ise roz khana pasand karte hai unke liver fatty ho jate hai isse cancer jaisi anek badi bimaria bhi hoti hai.

WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?
JUNK FOOD IN SCHOOL


Roz ke khane me junk food khane se bahot si problems hoti hai jise hamari body accept nhi kar pati.junk food me sabse jada matra me sugar, fat aur calories hoti hai iske mutabik isme bahot kam matrame paustic cheeje hoti hai.aap kabhi kabhi khud ko ice cream yafir aapki favoute candy khila sakte hai par agar ye daily hone lage to aapko bahot taklifo ka samna karna hoga jab aapi age badhegi.

Agar aapko aapke heart ka khayal rakhna haito aap daily  1,500 mileegraam se adhik sodiyam(unwanted food) ka sevan nahin karana chaahie.Apko thodahi sodium aapke khane me samil karna chahiye jada sodium ki matra aapko blood pressure jaisi bimari ka sikar bana sakti hai.Jab aap junk food khate hai usme bahot jada matrame sodium ka istemal hua hota hai joki ek insani sareer ke liye hanikarak hoga.


Weight Gain?Kya Junk food se wajan badhta hai?

Ji ha ham aapko bata de agar aap daily aur unlimited junk food khate hai usse na sirf aapke andar ke organs kharab honge bulky usse aapki body me motapa bahot badh sakta hai.Vo isliye hota hai kiuki usme fat aur sugar bahot jada quantity me paya jata hai joki ek dinme insanki body ko adjust karna mushkil hota hai usse vo fat(charbi)ke roop me jama ho jata hai aur jada fat honese body ko mota kar deta hai.
WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?
JUNK FOOD WEIGHT GAIN


Tooth Decay?Daat ki problem:

Agar aapko meetha khana bahot pasand hai to aapko ham bata de aap meeteme junk food bahot khate honge jaise ice cream, chocolate,cake,mithai,biscuit, etc jisse na sirf aapka wajan badhega plis aapke dant(teeth)bhi kharab ho jayenge usme cavity ki sikayat ho jayegi aapko.Research ke mutabik wajan badhane me sabse bada haath meetha khanese hai.
WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?
JUNK FOOD CAVITY PROBLEM



Gastrointestinal Problems? Gas ki samasya:

Kya junk food khanese gas ki taklif badh jaati hai to hm aapko bata de samse jada gas ki samasya ka karan junk food hota hai. jo log jada junk food ke p agar ham junk feechhe bhagte hai unhe hamesha sehi gas ki taklif ka samna karna padta hai.agar ham junk food dinme 2 baar khaye usse 70% gas banti hai aur pet ko digest karneme bahot problem hoti hai jisse logoko ka pet clear nhi hota aur bahot si dawa ka sahara lena padta hai.



WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?
JUNK FOOD GASTRIC PROBLEM


ham aapko bata de agar aapka junk food khane se pet saaf nhi hota to 2 dinkeliye junk food ko avoid kare aur apne khane me apple,orange,papaya,berries,green vegetables samil kare jisse aapke petko digest karneme madat mile.
 
Junk.food.se sambandhit.rajyo ke naam:


1.mumbai-maharashtra
2.delhi- up
3.old city- hyderabad
4.bangalore-karnataka
5.solahpur

WHAT IS JUNK FOOD? ! JUNK FOOD KE SIDE EFFECTS ?
JUNK FOODS



एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ

अगर आपको कोई और सवाल का जवाब पूछना है तो हम आपसे निवेदन करते है हमें कमेंट बॉक्स में पूछे हम आपके सवालो क जवाब देने क लिए बहोत उत्सुक होंगे